Kabhii Tumhhe

Tum agar manaoge toh maan jaunga

  • Tum agar manaoge toh maan jaunga
  • Main tere bulane pe laut aaunga
  • Har safar mein sath tera
  • Main yun hi nibhaunga
  • Kabhii tumhhe yaad meri aaye
  • Palko se zulf hata lena
  • Saaf dikhunga main tumko wahin
  • Jo na dikhun toh bata dena
  • Kabhi mujhe der jo ho jaaye
  • Wakt ko thoda bacha lena
  • Phir se milunga main tumko wahin
  • Jo na milun toh saza dena
  • Meri zameen ko tere kadam ka
  • Na jaane kab se tha intezaar
  • Ek na ek din aana hai tumko
  • Dil ko mere hai yeh aitbaar
  • Main khuda se tere siwa
  • Kuchh aur na magunga
  • Kabhi tumhe yaad meri aaye
  • Itni si baat samajh jaana
  • Phir se milunga main tumko wahin
  • Raah se meri guzar jaana
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
🌹 🦋 🦋 🦋 🦋 🦋 🦋 🦋 Kapanpun kau merindukanku, Aku akan kembali jika kau memanggilku. Itu adalah janjiku kepadamu.🌹

113 60 1095

5-23 17:03 INFINIXInfinix X6833B

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 9 1877

ความเห็น 60