Jo Bhi Kasmein

Jo bhi kasmein khai thi humne

  • Jo bhi kasmein khai thi humne
  • Vadaa kiya tha jo mil ke
  • Tune hi jivan men layaa tha mere savera
  • Kya tumhein yaad hai
  • Kya tumhein yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Din woh bade haseen the
  • Raatein bhi khush naseeb thi
  • Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Jaage jaage rehte the khoye khoye rehte the
  • Karte the pyaar ki baatein
  • Kabhi tanhaayi mein kabhi purvaayi mein
  • Hoti thi roz mulaakaatein
  • Teri in baahon mein teri panahon mein
  • Maine har lamha guzaara
  • Tere is chehere ko chand sunhere ko
  • Maine to jigar mein utaara
  • Kitne tere karib tha main to tera naseeb tha
  • Hoton pe rehta tha har waqt bas naam tera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Din ke ujalo mein khwaabon khayalon mein
  • Maine tujhe pal pal dekha
  • Meri zindagani tu meri kahani tu
  • Tu hai mere haathon ki rekha
  • Maine tujhe hai chaaha to apna banaya to
  • Tu ne mujhe dil mein basaya
  • Pyaar ke rango se behki umango se
  • Tune mera sapna sajaya
  • Tere labon ko chumke baahon mein teri jhoom ke
  • Maine basaya tha aankhon mein tere basera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Jo bhi kasmein khaayi thi humne
  • Vaada kiya tha jo milke
  • Tune hi jeevan mein laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
  • Haan mujhe yaad hai
00:00
-00:00
View song details
Mari sertai duet saya!

62 2 1

2021-9-25 00:17 samsungSM-A505F

Gifts

Total: 0 3

Comments 2