Hamari Adhuri Kahani

Mmmmmmmmmm

  • Mmmmmmmmmm
  • Paas aaye
  • Dooriyaan phir bhi kam naa hui
  • Ek adhuri si hamari kahani rahi
  • Aasmaan ko zameen ye zaroori nahi
  • Jaa mile jaa mile
  • Ishq saccha wahi
  • Jisko milti nahi manzilein manzilein
  • Rang thhe noor tha
  • Jab kareeb tu tha
  • Ek jannat sa tha yeh jahaan
  • Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
  • Likh ke chhod gaya tu kahaan
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Khushbuon se teri yunhi takra gaye
  • Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
  • Jannatein agar yahin
  • Tu dikhe kyon nahin
  • Chaand suraj sabhi hai yahaan
  • Intezar tera sadiyon se kar raha
  • Pyaasi baithi hai kab se yahaan aaa
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Pyaas ka ye safar
  • Khatam ho jayega
  • Kuch adhura sa jo tha
  • Poora ho jayega
  • Jhuk gaya aasmaan
  • Mill gaye do jahaan
  • Har taraf hai milan ka samaa
  • Doliya hain saji khushbuein har kahin
  • Padhne aaya khuda khud yahaan aaa
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
  • Hamari adhuri kahani
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Open join 🎤🎼💃🕺🎼

48 15 1952

7-15 18:02 vivoV2249

Quà

Tổng: 3 319

Bình luận 15