Kisi Din Banoongi Main

Aaaa aaaa

  • Aaaa aaaa
  • Kisi din banoongi
  • Main raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Kisi din banoongi
  • Main raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Badi dilruba hai ye saari kahani
  • Zara phir se kehna
  • Abhi toh miley ho
  • Abhi tum na jaana
  • Ki dil ban gaya hai
  • Tumhara deewana
  • Ho zara phir se kehna
  • Kisi din banoongi
  • Main raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Jhuki jhuki nazar teri
  • Kamaal kar gayi
  • Uthi jo ek baar sau
  • Sawaal kar gayi
  • Jhuki jhuki nazar teri
  • Kamaal kar gayi
  • Uthi jo ek baar sau
  • Sawaal kar gayi
  • Meri jawan dhadkanon
  • Mein teri pyas thi
  • Laga ye tujhko dekh ke
  • Teri talash thi
  • Tasveer teri dilbar
  • Main dil mein utaroonga
  • Uljhe uljhe tere
  • Gesuon ko sawaroonga
  • Zara phir se kehna
  • Kisi din banegi
  • Tu raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Badi dilruba hai ye saari kahani
  • Zara phir se kehna
  • Abhi toh miley ho
  • Abhi tum na jaana
  • Ki main ban gaya hook
  • Tumhara deewana
  • Zara phir se kehna
  • Kisi din banoongi
  • Main raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Tu phool hai chaman ka
  • Main kalibahar ki
  • Mere labon pe likh
  • De daastaan pyar ki
  • Tu phool hai chaman ka
  • Main kali bahar ki
  • Mere labon pe likh
  • De daastaan pyar ki
  • Tu ishq ki zubaan
  • Husn ka bayaan hai
  • Tu jaan nasheen
  • Jaane jaan tu meri jaan hai
  • Tareef na kar itni
  • Main hosh gawaa baithoon
  • Aisa no ho chahat mein
  • Duniya ko bhula baithoon
  • Zara phir se kehna
  • Kisi din banoongi
  • Main raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Badi dilruba hai ye saari kahani
  • Zara phir se kehna
  • Abhi toh miley ho
  • Abhi tum na jaana
  • Ki dil ban gaya hai
  • Tumhara deewana
  • Ho zara phir se kehna
  • Kisi din banegi
  • Tu raja ki rani
  • Zara phir se kehna
  • Badi dilruba hai ye saari kahani
  • Zara phir se kehna
  • Hm hm hm hm hm lalalalalala
  • Zara phir se kehna
  • Hm hm hm hm hm hm lalalalalala
  • Zara phir se kehna
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
nyoba lagi da lagu india

37 31 2089

5-5 00:13 samsungSM-A042F

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 125

ความเห็น 31