Papa Kehte Hain

Papa kehte hain bada naam karega

  • Papa kehte hain bada naam karega
  • Beta hamara aisa kaam karega
  • Magar yeh to koi na jaane
  • Ki meri manzil hai kahan
  • Papa kehte hain bada naam karega
  • Beta hamara aisa kaam karega
  • Magar yeh to koi na jaane
  • Ki meri manzil hai kahan
  • Papa kehte hain bada naam karega
  • Baithe hain milke sab yaar apne
  • Sabke dilon mein armaan yeh hai
  • Wo zindagi mein kal kya banega
  • Har ek nazar ka sapna yeh hai
  • Koi engineer ka kaam karega
  • Business mein koi apna naam karega
  • Magar yeh to koi na jaane
  • Ki meri manzil hai kahan
  • Papa kehte hain bada naam karega
  • Mera to sapna hai ek chehra
  • Dekhe jo usko jhoome bahar
  • Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
  • Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
  • Banda ye khoobsurat kaam karega
  • Dil ki duniya mein apna naam karega
  • Magar yeh to koi na jaane
  • Ki meri manzil hai kahan
  • Papa kehte hain bada naam karega
  • Beta hamara aisa kaam karega
  • Magar yeh to koi na jaane
  • Ki meri manzil hai kahan
  • Papa kehte hain bada naam karega
00:00
-00:00
查看作品详情
solo seadanya 😊✌️✌️✌️👌🌹

134 37 1352

9-9 20:00 realmeRMX3997

礼物榜

累计: 387 15601

评论 37