Aisa Lagta Hai

Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai

  • Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
  • Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
  • Varna dil kyon dhadakta saansein kyon rukti
  • Neendein mere kyon ud jaati
  • Aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
  • Oh aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
  • Varna dil kyon dhadakta saansein kyon rukti
  • Neendein mere kyon ud jaati
  • Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
  • Koi chehra nigaahon pe chhaane laga
  • Koi ab roz aankhon mein aane laga
  • Aayi rut jo nayi jaage armaan kai
  • Mausam koi ghazal jaise gaane laga
  • Oh aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai
  • Oh aisa lagta hai hosh mera khone ko hai
  • Varna dil kyon dhadakta saansein kyon rukti
  • Neendein mere kyon ud jaati
  • Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
  • Mehki mehki fiza ne li angdaaiyaan
  • Neeli neeli hai baadal ki parchhaaiyaan
  • Thandi thandi hava laayi raag naye
  • Goonji goonji si hai jaise shehnaaiyaan
  • Ho aisa lagta hai koi mera hone ko hai
  • Aisa lagta hai har faasla khone ko hai
  • Varna dil kyon dhadakta saansein kyon rukti
  • Neendein mere kyon ud jaati
  • Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
  • Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai
  • Varna dil kyon dhadakta saansein kyon rukti
  • Neendein mere kyon ud jaati
00:00
-00:00
查看作品详情
😁

17 1 1

2021-1-10 19:04 vivo 1811

礼物榜

累计: 0 20

评论 1

  • 🔐 2021-1-15 16:23

    thanks joinnya always best🙏🙏sorry slores🙏🙏😊🌹