Ek Tu Hi Bharosa

Aa jaa ke kab milke rab se dua maange

  • Aa jaa ke kab milke rab se dua maange
  • Jeevan mein sukoon chaahe chaahat mein vafa maange
  • Haalaat badalne main ab der na ho maalik
  • Jo de chuke phir yeh andher na ho maalik
  • Ek tu hi bharosa ek tu hi sahaara
  • Is tere jahan mein nahin koi hamaara
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Ek tu hi bharosa ek tu hi sahaara
  • Is tere jahan mein nahin koi hamaara
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
  • Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan
  • Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama
  • Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe insaan
  • Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa
  • Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan
  • Ek tu hi bharosa
  • Ek tu hi sahaara
  • Is tere jahan mein
  • Nahin koi hamaara
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Naadaan hain hum to maalik kyoon di hamein yeh saza
  • Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
  • Naadaan hain hum to maalik kyoon di hamein yeh saza
  • Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara
  • Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka
  • Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya
  • Ek tu hi bharosa ek tu hi sahaara
  • Is tere jahan mein nahin koi hamaara
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
  • Eeshwar ya allah yeh pukaar sun le
  • Eeshwar ya allah hai daata
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
🤲🤲🤲 jom join yg berminat sesuai laguni musim covid

86 16 1

2020-6-23 20:23 vivo 1811

Tangga lagu hadiah

Total: 2 127

Komentar 16