Main Yahaan Hoon

Janam dekh lo mit gayi dooriyaan

  • Janam dekh lo mit gayi dooriyaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Jaanam dekh lo mit gayi dooriyaan

  • Kaisi sarhadein kaisi majbooriyaan

  • Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
  • Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
  • Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
  • Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
  • Sun sako toh suno dhadkanon ki zabaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Kaisi sarhadein kaisi majbooriyaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
  • Main jawaabon mein hoon main sawaalon mein hoon
  • Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
  • Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
  • Dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Jaanam dekh lo mit gayi dooriyaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Kaisi sarhadein kaisi majbooriyaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
  • Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk dengarkan duet kami!

54 1 1

2021-2-24 03:46 OPPOCPH1853

礼物榜

累计: 0 17

评论 1