Mhare Hiwda Mein Nache Mor

Mhare hiwda mein

  • Mhare hiwda mein
  • Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
  • Bhawre ne machaya shor khili dil ki kaliyan
  • Badla mausam
  • Badle nazare ya badla hai nazariya

  • Tu nayi naveli dulhan hai
  • Tera roop pyar ka darpan hai
  • Aaaaaaaaaaa
  • Tu nayi naveli dulhan hai
  • Tera roop pyar ka darpan hai
  • Teri mehndi se tere gajre se
  • Mehka mehka mera jeevan hai
  • Mere sawalon ka jawaab banke tu aayi sajaniya
  • O mhare hiwda mein
  • Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
  • Aisi bandhi pyar ki dor hui main banwariyan
  • Badla mausam
  • Badle nazare ya badla hai nazariya
  • Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
  • Bhawre ne machaya shor khili dil ki kaliyan
  • Yeh pyar ka sawaan aaya hai
  • Sang preet ka mausam laya hai
  • Ooooooooo
  • Yeh pyar ka sawaan aaya hai
  • Sang preet ka mausam laya hai
  • Joh dil mein chupake rakha tha
  • Woh raaz labon par aaya hai
  • Dil mein basake
  • Apna banake le chaloon prem nagariya
  • Mhare hiwda mein
  • Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
  • Chahe le jaao jis ore sang chaloongi saiyan
  • Badla mausam
  • Badle nazare ya badla hai nazariya
  • Mhare hiwda mein nache mor tak thaiya thaiya
  • Bhawre ne machaya shor khili dil ki kaliyan
  • Yeh chand sitaron ki baaraat
  • Layi hai ghadi suhani
  • Lalalalala la lalalalalala
  • Yeh chand sitaron ki baaraat
  • Layi hai ghadi suhani
  • Kya baat hai mere saath hai
  • Mere sapno ki rani
  • Barson sataya tune
  • Chain churaya main aaj na chhodun baiyan
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Yuk.. Diancurin yuuukk... Bisa yuuuukkk..😅😅

9 1 1291

10-20 13:46 OPPOCPH2197

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 30

ความเห็น 1