Oh Mr.Raja

O mister raja laut ke aaja

  • O mister raja laut ke aaja
  • Hui khata ab maan ja
  • O mister raja laut ke aaja
  • Hui khata ab maan ja
  • Jo tu na mana bana begana
  • To tere pyaar mein deewani ho ke
  • Teri kasam de doongi main jaan
  • O jaan-e-jaana paas na aana
  • Teri baaton mein nahin aaunga
  • Jo toone chheda main bhi hoon tedha
  • Hai is jawaani ki kasam
  • Tera band main baja ke jaaunga
  • O mister raja laut ke aaja
  • Hui khata ab maan ja
  • Tere paiyaan padoon sajna
  • Haan re gale laga le o balma
  • Tere paiyaan padoon sajna
  • Haan re gale laga le o balma
  • Hey maan le kehna door hi rehna
  • Phir na tu yeh kehna
  • Maan le kehna door hi rehna
  • Phir na tu yeh kehna
  • Maine dhokha diya tujhko
  • Arre re nahin mauka diya tujhko
  • Mere saiyaan le baiyaan chal chhaiyaan
  • Main tujh pe fida
  • O jaan-e-jaana paas na aana
  • Teri baaton mein nahin aaunga
  • Jo toone chheda main bhi hoon tedha
  • Hai is jawaani ki kasam
  • Tera band main baja ke jaaunga
  • O mister raja laut ke aaja
  • Hui khata ab maan ja
  • Kyun mujhe satata hai
  • Arre re kyun mujhe rulata hai
  • Kyun mujhe satata hai
  • Arre re kyun mujhe rulata hai
  • Tu yeh rona dhona leke mere paas na aana
  • Tu yeh rona dhona leke mere paas na aana
  • Arre tu hai badi jhoothi
  • Haaye re main chhoota jo tu roothi
  • Mere yaara dobara na kehna
  • Ke main hoon jhoothi
  • O mister raja laut ke aaja
  • Hui khata ab maan ja
  • Jo tu na mana bana begana
  • To tere pyaar mein deewani ho ke
  • Teri kasam de doongi main jaan
  • O jaan-e-jaana paas na aana
  • Teri baaton mein nahin aaunga
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Yuk duet bareng aku!

52 12 1300

5-22 11:22 vivoV2109

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 218

ความเห็น 12