Jab Koi Baat Bigad Jaye

Jab koi baat bigad jaye

  • Jab koi baat bigad jaye
  • Jab koi mushkil pad jaye
  • Tum denaa saath meraa o humnavaaz
  • Jab koi baat bigad jaye
  • Jab koi mushkil pad jaye
  • Tum denaa saath meraa o humnavaaz
  • Naa koi hai naa koi thaa
  • Zindagi mein tumhaare sivaa
  • Tum denaa saath meraa o humnavaaz
  • Tum denaa saath meraa o humnavaaz
  • Ho chandani jab tak raat
  • Detaa hai har koi saath
  • Tum magar andheron mein
  • Naa chhodna mera saath
  • Ho chandani jab tak raat
  • Detaa hai har koi saath
  • Tum magar andheron mein
  • Naa chhodna mera saath
  • Jab koi baat bigad jaye
  • Jab koi mushkil pad jaye
  • Tum denaa saath teraa o humnavaaz
  • Naa koi hai naa koi thaa
  • Zindagi mein tumhaare sivaa
  • Tum denaa saath meraa o humnavaaz
  • Wafadaari ki vo rasmein
  • Nibhayenge hum tum kasmein
  • Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
  • Wafadaari ki vo rasmein
  • Nibhayenge hum tum kasmein
  • Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
  • Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Dil ko mere hua yakeen
  • Hum pehle bhi mile kahin
  • Silsila ye sadiyon ka
  • Koi aaj ki baat nahin
  • Dil ko mere hua yakeen
  • Hum Pehle bhi mile kahin
  • Silsila ye sadiyon ka
  • Koi aaj ki baat nahin
  • Jab koi baat bigad jaaye
  • Jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Jab koi baat bigad jaaye
  • Jab koi mushkil pad jaaye
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Na koi hai na koi tha
  • Zindagi mein tumhaare siva
  • Tum dena saath mera o humnawaa
  • Tum dena saath mera o humnawaa
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Mari dengarkannya!

10 0 1

2018-2-21 21:50 vivo 1601

Carta hadiah

Jumlah: 0 0

Komen 0