Dil Dil Deewana

Dil dil dil dil dil dil dil dil deewana

  • Dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
  • Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
  • Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
  • Pyaar pyaar mein paagal
  • Kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya re
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
  • Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
  • Hansti thi aankhein magar rehti thi unmein nami
  • Sab kuchh mere paas tha bas thi tumhaari kami
  • Aur kya chaahiye zindagi ke liye
  • Jaanejaan tere siva
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
  • Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
  • Itni mohabbat karo main hosh mein na rahoon
  • Mar jaoon tere bina varna judaai sahoon
  • Pyaar hi pyaar hai dekhta hoon jahan
  • Kya rang laayi dua
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Bolo na ab kya karein
  • Ya to jiyein ya to marein
  • Dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
  • Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát

0 0 1

2019-12-25 13:06

Quà

Tổng: 0 0

Bình luận 0