Jis Gali Mein Tera Ghar

Jis gali mein tera ghar na ho balma

  • Jis gali mein tera ghar na ho balma
  • Us gali se hamein to guzarna nahin
  • Jo dagar tere dwaare pe jaati na ho
  • Us dagar pe hamein paanv rakhna nahin
  • Jis gali mein tera ghar na ho baalma
  • Zindagi mein kai rang raliyaan sahi
  • Har taraf muskurati yeh kaliyaan sahi
  • Zindagi mein kai rang raliyaan sahi
  • Har taraf muskurati yeh kaliyaan sahi
  • Khoobsurat baharon ki galiyaan sahi
  • Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
  • Jis chaman mein tere pag mein kaante chubhe
  • Us chaman se hamein phool chun na nahin
  • Jis gali mein tera ghar na ho balma
  • Haan yeh rasmein yeh kasmein sabhi tod ke
  • Tu chali aa chunar pyaar ki odh ke
  • Haan yeh rasmein yeh kasmein sabhi tod ke
  • Tu chali aa chunar pyaar ki odh ke
  • Ya chala jaoonga main yeh jag chhod ke
  • Jis jagah yaad teri sataane lage
  • Jis jagah yaad teri sataane lage
  • Us jagah ek pal bhi theharna nahin
  • Jis gali mein tera ghar na ho balma
  • Us gali se hamein to guzarna nahin
  • Jis gali mein tera ghar na ho baalma
00:00
-00:00
View song details
OLD IS GOLD 💕BEST FRIENDS FOREVER

77 3 1

2019-12-17 14:17 samsungSM-A520F

Gifts

Total: 16 227

Comments 3