Chadhti Jawani Meri Chaal Mastani

Hoye Chadhti jawaani meri chaal mastani

  • Hoye Chadhti jawaani meri chaal mastani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Chadhti jawaani meri chaal mastani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Hoye Chadhti jawaani meri chaal mastani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Haaye rama haaye rama haaye rama
  • Uljhe kaahe re main hoon
  • Surat mein tujhse badh ke kahin
  • Thehri tu hai jawaan to
  • Main bhi sajeela kuch kam nahi
  • Uljhe kaahe re main hoon
  • Surat mein tujhse badh ke kahin
  • Thehri tu hai jawaan to
  • Main bhi sajeela kuch kam nahi
  • Haaye duniya huyi re mere pyar mein deewani
  • Laakhon ki main diljaani rama
  • Chadhti jawaani meri chaal mastaani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Woh kaun aisi hai jiska
  • Hai roop aisa jaadoo bhara
  • Laaye main bhi to dekhun
  • Tu jiski dhun mein hai bawara
  • Woh kaun aisi hai jiska
  • Hai roop aisa jaadoo bhara
  • Laaye main bhi to dekhun
  • Tu jiski dhun mein hai bawara
  • Hoye uske kadam choome teri jawaani
  • Woh hai saher ki rani rama
  • Chadhti jawaani meri chaal mastani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Haaye rama hoye rama haaye rama
  • Ab to tohe bataana
  • Hoga re kaisi
  • Chhab hai meri
  • Oh ho maine kahan kab
  • Dikhne mein tu hai aisi buri
  • Ab to tohe bataana
  • Hoga re kaisi
  • Chhab hai meri
  • Oh ho maine kahan kab
  • Dikhne mein tu hai aisi buri
  • Haaye dekhe jo mohe tere pyar ki woh rani
  • Ho jaaye saram se paani raama
  • Hoye chadhti jawaani meri chaal mastani
  • Tune kadar na jaani rama
  • Ho rama ho rama ho rama
00:00
-00:00
View song details
Let's hear it!

63 22 1

2018-5-8 02:09 samsungSM-A520F

Gifts

Total: 2 5

Comments 22