Panchi Nadiya Pawan

Panchhi nadiya pawan ke jhonke

  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
  • Sarhadein insaanon ke liye hain
  • Socho tumne aur maine
  • Kya paya insaan hoke
  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
  • Sarhadein insaanon ke liye hain
  • Socho tumne aur maine
  • Kya paya insaan hoke
  • Jo hum donon panchhi hote
  • Tairate hum is neel gagan mein
  • Pankh pasaare
  • Saari dharti apni hoti
  • Apne hote saare nazaare
  • Khuli fizaaon mein udte
  • Khuli fizaaon mein udte
  • Apne dil mein hum sara pyaar samo ke
  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
  • Sarhadein insaanon ke liye hain
  • Socho tumne aur maine
  • Kya paya insaan hoke
  • Jo main hoti nadiya ar tum
  • Pawan ke jhonke to kya hota
  • O jo main hoti nadiya ar tum
  • Pawan ke jhonke to kya hota
  • Pawan ke jhonke nadi ke tan ko
  • Jab chhoote hain
  • Pawan ke jhonke nadi ke tan ko
  • Jab chhoote hain
  • Laharein hi laharein banti hain
  • Hum donon jo milte to kuchh aisa hota
  • Sab kehte yeh lahar lahar jahan bhi jaaye
  • Inko na koi toke
  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
  • Sarhadein insaanon ke liye hain
  • Socho tumne aur maine
  • Kya paya insaan hoke
  • Panchhi nadiya pawan ke jhonke
  • Koi sarhad na inhein roke
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
REFUGEE beautiful song join

29 9 1

2018-5-1 21:39 金立F103

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 9