Is Kadar Pyaar Hai

Is kadar pyar hai tumse aye humsafar

  • Is kadar pyar hai tumse aye humsafar
  • Is kadar pyar hai tumse aye humsafar
  • Ab toh jeetein hain hum bas tumhe dekhkar
  • Tumhaari har ada tumhaari har nazar
  • Yeh kya kehne lagi tumhe hai kya khabar
  • Is kadar pyar hai tumse aye humsafar
  • Ab toh jeetein hain hum bas tumhe dekhkar
  • Dil mein hain betabiyan neend udne lagi
  • Tere khayalon se hi aankh judne lagi
  • Har pal tumko dekha maine
  • Kehti hai meri nazar
  • Tumhaari har ada tumhaari har nazar
  • Yeh kya kehne lagi tumhe hai kya khabar
  • Is kadar pyar hai tumse aye humsafar
  • Ab toh jeetein hain hum bas tumhe dekhkar
  • Sanson mein basne lagijab se tu o jane jaan
  • Apna sa lagne laga mujhko saara jahaan
  • Mehka mehka lagta mujhko
  • Khushiyon se dil ka nagar
  • Tumhaari har ada tumhaari har nazar
  • Yeh kya kehne lagi tumhe hai kya khabar
  • Is kadar pyar hai tumse aye humsafar
  • Ab toh jeetein hain hum bas tumhe dekhkar
  • Tumhaari har ada tumhaari har nazar
  • Yeh kya kehne lagi tumhe hai kya khabar
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
nyc song

7 2 1

2018-5-15 17:26 OPPOA33f

Tangga lagu hadiah

Total: 0 0

Komentar 2