Jawani Jaan-E-Man

Jawaani jaan-e-man haseen dilruba

  • Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
  • Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
  • Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
  • Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
  • Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
  • Yeh kya sitam huwa
  • Yeh kya gulam huwa
  • Yeh kya ghazab huwa
  • Yeh kaise kab huwa
  • Na jaanoon main
  • Na jaane woh
  • Aha
  • Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
  • Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
  • Aayi aayi
  • Door se dekho dekho
  • Dilruba aisi aisi
  • Turuturutu
  • Khaayi khaayi
  • Bezubaan dil ne dil ne
  • Chot yeh kaisi
  • Arre woh haan haan mili nazar
  • Arre yeh haan haan huwa asar
  • Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
  • Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
  • Ghazab huwa yeh kya huwa yeh kab huwa
  • Na janoon main na jaane woh oho
  • Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
  • Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
  • Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
  • Yeh kya sitam huwa
  • Yeh kya gulam huwa
  • Yeh kya ghazab huwa
  • Yeh kaise kab huwa
  • Na jaanoon main na jaane woh oho
  • Dil yeh dil yeh
  • Pyaar mein kaise kaise
  • Khota hai dekho dekho aha aha aha aha
  • Kaatil kaatil
  • Jaan-e-man kaise kaise
  • Hota hai dekho
  • Arre woh haan haan mila sanam
  • Arre yeh haan haan huwa sitam
  • Woh dushman jaana dildaar ho gaya
  • Ke aaj tak bilkul use pyaar ho gaya
  • Ghazab huwa yeh kya huwa yeh kab huwa
  • Na janoon main na jaane woh aha
  • Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
  • Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
  • Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
  • Yeh kya sitam huwa
  • Yeh kya gulam huwa
  • Yeh kya ghazab huwa
  • Yeh kaise kab huwa
  • Na jaanoon main na jaane woh
00:00
-00:00
View song details
#jawanijaneman 😍🤩

107 2 1

2018-11-24 16:42 XiaomiRedmi Note 5 Pro

Gifts

Total: 0 15

Comments 2

  • Darlene 2020-7-28 18:13

    I'm here to catch your newest update

  • Elva 2020-7-28 21:22

    We have the same taste on music