Sooraj Dooba Hain

Matalbi ho ja zara matlabi

  • Matalbi ho ja zara matlabi
  • Duniya ki sunta hai kyun
  • Khud ki bhi sun le kabhi
  • Matalbi ho ja zara matlabi
  • Duniya ki sunta hai kyun
  • Khud ki bhi sun le kabhi
  • Kuch baat ghalat bhi ho jaaye
  • Kuch der ye dil bhi kho jaaye
  • Befikar dhadkane iss tarah se chale
  • Shor goonje yahaan se wahaan
  • Sooraj dooba hai yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Raste bhula do saare gharbaar ke
  • Sooraj dooba hain yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Gham tum bhula do saare sansaar ke
  • Ask me for anything
  • I can give you everything
  • Raste bhula do saare gharbaar ke
  • Ask me for anything
  • I can give you everything
  • Gham tum bhula do saare sansaar ke
  • Ataa pataa rahe na kisi ka humein
  • Yehi kahe ye pal zindagi ka humein
  • Ataa pataa rahe na kisi ka
  • Yehi kahe ye pal zindagi ka
  • Ki khudgarz si khwahish liye
  • Be saans bhi hum tum jiye
  • Hai gulaabi gulaabi samaa
  • Suraj dooba hai yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Raste bhula do saare gharbaar ke
  • Suraj dooba hai yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Gham tum bhula do saare sansaar ke
  • Matalbi ho ja zara matlabi
  • Duniya ki sunta hai kyun
  • Khud ki bhi sun le kabhi
  • Chale nahi ude aasmaan pe abhi
  • Pata na ho hai jaana kahaan pe abhi
  • Chale nahi ude aasmaan pe
  • Pata na ho hai jaana kahaan pe
  • Ki be manzilein ho sab raaste
  • Duniya se hon zara faasle
  • Kuch khud se bhi ho dooriyaa
  • Sooraj dooba hai yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Raste bhula do saare gharbaar ke
  • Sooraj dooba hain yaaron
  • Do ghoont nashe ke maaro
  • Gham tum bhula do saare sansaar ke
  • Ask me for anything
  • I can give you everything
  • Ask me for anything
  • I can give you everything
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
I joined a duet, go to listen.

71 10 1

2018-1-9 19:34 samsungSM-G550FY

Quà

Tổng: 0 10

Bình luận 10