Baarish

Chehre mein tere

  • Chehre mein tere
  • Khud ko main dhundun
  • Aankhon ke darmiyan
  • Tu ab hai iss tarah
  • Khwabon ko bhi jagah na mile
  • Yeh mausam ki barish
  • Yeh baarish ka paani
  • Yeh paani ki boondein
  • Tujhe hi toh dhundein
  • Yeh milne ki khwaahish
  • Yeh khwaahish purani
  • Ho puri tujhi se meri ye kahani
  • Kabhi tujhme uttru
  • Toh saanson se guzrun
  • Toh aaye dil ko raahat
  • Main hoon bethikana
  • Panaah mujhko paana
  • Hai tujhme de ijazat
  • Na koi darmiyaan
  • Hum dono hai yahaan
  • Phir kyun hai tu bata faasle
  • Yeh mausam ki baarish
  • Yeh baarish ka paani
  • Yeh paani ki boondein
  • Tujhe hi toh dhundein
  • Yeh milne ki khwahish
  • Yeh khwahish purani
  • Ho puri tujhi se meri ye kahani
  • Na na na la la la
  • Hawaon se tera pata puchta hoon
  • Ab toh aaja tu kahi se
  • Parindon ki tarah
  • Yeh dil hai safar mein
  • Tu mila de zindagi se
  • Bas itni iltja
  • Tu aake ik dafa
  • Jo dil ne na kaha
  • Jaan le
  • Yeh mausam ki baarish
  • Yeh baarish ka paani
  • Yeh paani ki boondein
  • Tujhe hi toh dhundein
  • Yeh milne ki khwaahish
  • Yeh khwaahish purani
  • Ho puri tujhi se meri ye kahani
00:00
-00:00
View song details
baarish....

47 0 1

2017-9-8 23:36 小米红米1S

Gifts

Total: 0 0

Comments 0