Tune Jo Na Kaha

Ummm hmm umm hmm

  • Ummm hmm umm hmm
  • Ummm hmm umm hmm
  • Ummm hmm umm hmm
  • Ummm hmm umm hmm
  • Tune jo na kaha
  • Mein woh sunta raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Ummm hmm umm hmm
  • Ummm hmm umm hmm
  • Tune jo na kaha
  • Mein woh sunta raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
  • Is shehar mein na apna tikana raha
  • Koi chaht se na ab apni chalta raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Dard phele se hai jyaaada
  • Khud se phir yeh vaada
  • Khamosh nazrein rahein bezubaan
  • Abb na pehli si baatein hai
  • Bolo to lab thartharatein hai
  • Raaz yeh dil ka na ho baiyan
  • Hoga na ab asar humpe nahin
  • Hum safar mein to hai humsafar hai nahi
  • Door jaata raha paas aata raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Ummm hmm umm hmm
  • Ummm hmm umm hmm
  • Aaya woh phir nazar aise
  • Baat chidne lagi phir se
  • Aankhon mein chubhta kal ka dhuan
  • Haal tera na humsa hai
  • Is khushi mein kyon gumsa hai
  • Basne laga kyon phir woh jahan
  • Woh jahan dur jis se gaye the nikal
  • Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal
  • Lambha beeta hua dil dukhata raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Tune jo na kaha
  • Mein woh sunta raha
  • Khamakha bewajah khwaab bunta raha
  • Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
  • Is shehar mein na apna tikana raha
  • Koi chahat se abb apni chalta raha
  • Bhuj gai aag thi daag jalta raha
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
TUNE JO NA KAHA...

32 6 1

2022-11-25 23:20 OPPOCPH1911

Quà

Tổng: 0 8

Bình luận 6