Main Rahoon Ya Na Rahoon

Main rahoon ya na rahoon

  • Main rahoon ya na rahoon
  • Tum mujh mein kahin baaki rehna
  • Mujhe neend aaye jo aakhiri
  • Tum khwabon mein aate rehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Main rahoon ya na rahoon
  • Tum mujhme kahin baaki rehna
  • Kisi roz baarish jo aaye
  • Samajh lena boondon mein main hoon
  • Subah dhoop tumko sataaye
  • Samajh lena kirno mein main hoon
  • Kisi roz baarish jo aaye
  • Samajh lena boondon mein main hoon
  • Subah dhoop tumko sataaye
  • Samajh lena kirno mein main hoon
  • Kuch kahun ya na kahun
  • Tum mujhko sata sunte rehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Hazaar baar socha keh doon
  • Ki friend nahi meri girlfriend hai tu
  • Par sapne toot jaane ka darr
  • Kabhi dil se gaya hi nahi
  • Hawaaon mein lipta hua main
  • Guzar jaaunga tumko chhu ke
  • Agar mann ho to rok lena
  • Thehar jaaunga in labon pe
  • Hawaaon mein lipta hua main
  • Guzar jaaunga tumko chhu ke
  • Agar mann ho to rok lena
  • Thehar jaaunga in labon pe
  • Main dikhu ya na dikhu
  • Tum mujhko mehsoos karna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Hmm
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Bas itna hai tumse kehna
  • Main rahun ya na rahun
  • Tum mujh mein kahin baaki rehna
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
tum mujhme kahi baaki rehna💚💚,,come joint🙏🏻😊

50 8 1

3-24 10:36 vivo 1904

Quà

Tổng: 0 198

Bình luận 8