Hua Hain Aaj Pehli Baar

Hua hai aaj pehli baar

  • Hua hai aaj pehli baar
  • Jo aise muskuraya hoon
  • Tumhe dekha toh jaana ye
  • Ke kyun duniya mein aaya hoon
  • Hua hai aaj pehli baar
  • Jo aise muskuraya hoon
  • Tumhe dekha toh jaana ye
  • Ke kyun duniya mein aaya hoon
  • Ye jaan lekar ke jaa meri
  • Tumhe jeene main aaya hoon
  • Main tumse ishq karne ki
  • Ijaazat rab se laaya hoon
  • Zameen se aasmaan tak hum
  • Dhoondh aaye jahaan saara
  • Banaa paaya nahi ab tak
  • Khuda tumse koi pyaara
  • Zameen se aasmaan tak hum
  • Dhoondh aaye jahaan saara
  • Banaa paaya nahi ab tak
  • Khuda tumse koi pyaara
  • Baaton mein teri hain badmashiyan
  • Sab bewajah ki hain taarifiyaan
  • Main likh doon aasmaan par ye
  • Ke padh lega jahaan saara
  • Huaa na hoga ab koi
  • Yahan hum do sa dobara
  • Main duniya bhar ki taarifein
  • Tere sajde mein laaya hoon
  • Main tumse ishq karne ki
  • Ijaazat rab se laaya hoon
  • Rab se laaya hoon rab se laaya hoon
  • Tu hai jo rubaru mere
  • Bada mehfooz rehta hoon
  • Tere milne ka shukrana
  • Khuda se roz karta hoon
  • Tu hai jo rubaru mere
  • Bada mehfooz rehta hoon
  • Tere milne ka shukrana
  • Khuda se roz karta hoon
  • Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
  • Aawara dil ki hai aawariyan
  • Yeh dil pagal bana baitha
  • Isey ab tu hi samjha de
  • Dikhe tujhme meri duniya
  • Meri duniya tu banja re
  • Hoon khushkismat jo kismat se
  • Tumhe aise main paaya hoon
  • Main tumse ishq karne ki
  • Ijaazat rab se laaya hoon
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Yuk duet bareng aku!

40 1 1

2-25 12:51 vivo 1904

Tangga lagu hadiah

Total: 0 150

Komentar 1