Dil Ko Tumse Pyar Hua

Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua

  • Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua
  • Tumse pyaar hua
  • Main bhi aashiq yaar hua
  • Pehli baar hua tumse pyaar hua
  • Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon
  • Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon
  • Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua
  • Tumse pyaar hua
  • Main bhi aashiq yaar hua
  • Pehli baar hua tumse pyaar hua
  • Kho gaya main khayalon mein
  • Ab neend nahin aankhon mein
  • Karvate bas badalta hoon
  • Ab jaagta hoon main raaton mein
  • Ab doori na sehni har lamha kehta hain
  • Na jaane haal mera aisa kyon rehta hain
  • Main deewana tera bangaya jaane jaana
  • Main fasana tera bangaya jaane jaana
  • Haseena gori gori churaye chori chori
  • Churaye dil chori chori chori chori chori
  • Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua
  • Tumse pyaar hua
  • Main bhi aashiq yaar hua
  • Pehli baar hua tumse pyaar hua
  • Aarzoo hain mere sapnon ki
  • Baitha rahoon teri baahon mein
  • Sirf tu mujhe chaahe ab
  • Itna asar ho meri aahon mein
  • Tu keh de haske to tod dooon main rasmon ko
  • Marke bhi na bhoolon main teri kasmon ko
  • Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye
  • Tera tan man sab hain mere liye
  • Kya haseena zara sama hai pyaara pyaara
  • Gale lagale yaara yaara yaara yaara yaara
  • Main bhi aashiq yaar hua
  • Pehli baar hua tumse pyaar hua
  • Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon
  • Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon
  • Kya karoon kya karoon kya karoon
00:00
-00:00
查看作品详情
😍😍😍

347 39 1

2019-1-9 13:33 OPPOCPH1609

礼物榜

累计: 2 325

评论 39