Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

  • Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
  • Main thaa paagal jo usko bulata raha
  • Chaar paise kamane main aaya seher
  • Gaaon mera mujhe yaad aata raha
  • Gaaon mera mujhe yaad aata raha
  • Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
  • Lautta tha main jab pathshal sa ghar
  • Apne hatho se khana khilati thi maan
  • Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the
  • Jab ravana huaa thaa seher ke liye
  • Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon
  • Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye
  • Ek main banuga bada aadmi
  • Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha
  • Chaar paise kamane main aaya seher
  • Gaaon mera mujhe yaad aata raha
  • Gaaon mera mujhe yaad aata raha
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu

258 10 1

2018-4-11 23:59 vivo 1610

Tangga lagu hadiah

Total: 0 16

Komentar 10