Mera Pyar Bhi

Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai

  • Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai
  • Tu hi nazron mein jaane tamanna
  • Tu hi nazaaron mein
  • Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai
  • Tu hi nazron mein jaane tamanna
  • Tu hi nazaaron mein nazaaron mein
  • Tu hi to mera nil gagan hai
  • Pyar se roshan aankh utahye
  • Aur ghata ke roop me tu hai
  • Kandhe me mere sar ko jhukaye
  • Mujhpe late bikhraye
  • Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai
  • Tu hi nazron mein jaane tamanna
  • Tu hi nazaaron mein nazaaron mein
  • Manzil mere dil ki yahi hai
  • Saaya jahaan dildaar hai tera
  • Parbat parbat teri baahein
  • Gulshan hi gulshan pyar hai tera
  • Mehke hai aanchal mera
  • Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai
  • Tu hi nazron mein jaane tamanna
  • Tu hi nazaaron mein nazaaron mein
  • Jaagi nazar ka khwaab hai jaisa
  • Dekh milan ka din hai suhanaa
  • Aankh to tere jalwon mein goom hai
  • Dekhoon tujhe ya dekhoon zamaana
  • Bekhud hai deewana
  • Mera pyar bhi tu hai yeh bahaar bhi tu hai
  • Tu hi nazron mein jaane tamanna
  • Tu hi nazaaron mein nazaaron mein
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Mera Pyar Bhi Tu Hai....Pls Share & Join my Song if you like & Enjoy it......

54 19 1

2020-5-17 15:51 vivo 1807

Tangga lagu hadiah

Total: 0 21

Komentar 19