Tera Yaar Hoon Main

Tu jo rootha toh kaun hansega

  • Tu jo rootha toh kaun hansega
  • Tu jo chhoota toh kaun rahega
  • Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
  • Apna mujhko ab kaun kahega
  • Tu hi wajah
  • Tere bina bewajah bekar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Aaja ladein phir khilono ke liye
  • Tu jeete main haar jaaun
  • Aaja karein phir wohi shararatein
  • Tu bhaage main maar khaaun
  • Meethi si woh gaali teri
  • Sun'ne ko taiyaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon
  • Sajna de rang rangaaiyan ve
  • Sagna diyan sehnaiyan ve
  • Dhol wajange yaar nachange
  • Lakh lakh deo badhaiyan ve
  • Khusiyan 'ch nachda main phiraan
  • Hanjuan ton bachda main phiraan
  • O jaate nahi kahin rishte puraane
  • Kisi naye ke aa jaane se
  • Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
  • Kyun pareshan hai mere jaane se
  • Toota hai toh juda hai kyun
  • Meri taraf tu muda hai kyun
  • Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
  • Ek teri yaari ka hi
  • Saaton janam haqdaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
  • Tera yaar hoon main
00:00
-00:00
View song details
my new song friends Hop you like it 😇😇

100 35 1

2019-3-14 17:55 vivo 1601

Gifts

Total: 0 62

Comments 35