Bawara Mann

Bawara mann raah taake tarse re

  • Bawara mann raah taake tarse re
  • Naina bhi malhaar banke barse re
  • Bawara mann raah taake tarse re
  • Naina bhi malhaar banke barse re
  • Aadhe se adhoore se
  • Bin tere hum huve
  • Pheeka lage hai mujhko saara jahaan
  • Bawara mann raah taake tarse re
  • Naina bhi malhaar banke barse re
  • Yeh kaisi khushi hai
  • Jo maum si hai
  • Aankhon ke raste hanske pighalne lagi
  • Mannat ke dhaage aise hain baandhe
  • Toote na rishta judke tujhse kabhi
  • Toote na rishta judke tujhse kabhi
  • Sau balaaye le gaya tu sar se re
  • Naina ye malhaar banke barse re
  • Main kagaz ki kashti
  • Tu baarish ka paani
  • Aisa hai tujhse ab ye rishta mera
  • Tu hai toh main hoon
  • Tu aaye beh loon
  • Aadhi hai duniya meri tere bina
  • Aadhi hai duniya meri tere bina
  • Jee uthi sau baar tujhpe marke re
  • Naina ye malhaar banke barse re
  • Bawara mann raah taake tarse re
  • Naina ye malhaar banke barse re
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
I joined a duet, go to listen.

61 11 1

2018-5-25 15:02 asusASUS_Z010D

Tangga lagu hadiah

Total: 0 10

Komentar 11