Raabta (Kehte Hain Khuda Ne)

Khuda ne iss jahaan mein

  • Khuda ne iss jahaan mein
  • Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
  • Har kisi ke liye
  • Tera milna hai uss rab ka ishaara
  • Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
  • Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
  • Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
  • Tera milna hai uss rab ka ishaara maanu
  • Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Kaise hum jaane hume kya pata
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Tu humsafar hai phir kya fikar hai
  • Jeene ki wajah hi yahi marna issi ke liye
  • Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
  • Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
  • Sa ni pa pa na di sa ni
  • Sa pa ni sa
  • Sa ni sa pa na di na di di
  • Meharbaani jaate jaate mujh pe kar gaya
  • Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
  • Tere nazara mila roshan sitaara mila
  • Takdeer ki kashtiyon ko kinara mila
  • Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
  • Teri sauhbat mein duaayein hain ussi ke liye
  • Tere milna hai uss rab ka ishaara
  • Maanu mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
  • Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
  • Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
  • Tere milna hai uss rab ka ishaara
  • Maanu mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Kaise hum jaane hume kya pata
  • Kuch toh hai tujhse raabta
  • Tu humsafar hai phir kya fikar hai
  • Jeene ki wajah hi yahi hai marna issi ke liye
  • Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
  • Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Let's hear it!

34 6 1

2018-8-4 20:07 samsungSM-J120F

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 3

ความเห็น 6