Badri Ki Dulhania

Khelan kyun na jaaye

  • Khelan kyun na jaaye
  • Tu hori re rasiya
  • Khelan kyun na jaaye
  • Tu hori re rasiya
  • Puche hain tohe saari guiyan
  • Kahan hai badri ki dulhania dulhania
  • Kurti pe teri malun gulaal
  • Rang bata blue ya laal
  • Air mein tere udte baal
  • Aaja rang doon dono gaal
  • Arey sa ra ra ra
  • Arey sa ra ra ra
  • Arey sa ra ra ra
  • Kabira sa ra ra ra
  • Baby ke dekhe jhumke
  • Laga de chaar thumke
  • Chhichhore nache jamke re
  • Aye
  • Mein din dahade
  • Window aur chat pe taade
  • Hum dekhen aankhen faade re
  • Arey arey
  • Tujhpe tiki hai meri naughty najariya
  • Tujhko bana kar ke
  • Tujhko bana kar ke
  • Tujhko bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Tujhko bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Rani bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Munia re munia
  • Badri ki dulhania
  • Munia re munia
  • Badri ki dulhania
  • Holi hai
  • Baby badi bholi hai
  • Baby ki rang di choli hai
  • Angreji mein khit pit madam ri
  • Bura na maano holi hai
  • Rama rama gazab hogaya
  • Tere se nazariya lad gayi
  • Aayi jawani julm hoyi gawa
  • Kis aafat mein pad gayi
  • Are sa ra ra ra
  • Kabira sa ra ra ra
  • Ho rama rama gazab hogaya
  • Tere se nazariya lad gayi
  • Aayi jawani julm hoyi gawa
  • Kis aafat mein pad gayi
  • Haaye main mar gayi
  • Suli pe chadh gayi
  • No no no kehna tha
  • Lekin haan kar gayi
  • Dil tujhko send main to kar gayi re
  • Main badri ki dulhania
  • Tujhko bana kar ke
  • Le jayenge ho badri ki dulhania
  • Rani bana kar ke
  • Le jayenge ho badri ki dulhania
  • Baby ke dekhe jhumke
  • Laga de chaar thumke
  • Chhichhore nache jamke re
  • Aye
  • Mein din dahaade
  • Window aur chat pe taade
  • Hum dekhen aankhen faade re
  • Ayey arey re re
  • Tujhpe tiki hai meri naughty najariya
  • Haaye
  • Tujhko bana kar ke
  • Tujhko bana kar ke
  • Tujhko bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Tujhko bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Rani bana kar ke
  • Le jayenge badri ki dulhania
  • Munia re munia
  • Badri ki dulhania
  • Munia re munia
  • Badri ki dulhania
00:00
-00:00
查看作品详情
My practice

325 14 1

2018-4-24 02:04 samsungSM-C701F

礼物榜

累计: 0 55

评论 14