Ey Hasnain Ke Nana

Ya nabi nazre karam farmana

  • Ya nabi nazre karam farmana
  • Ya nabi nazr e karam farmana
  • Aye hasnain ke nana aie hasnain kay nana
  • Ay hasnain ke nana
  • Ae hasnain kay nana
  • Zahra paak kay sadqay hum ko taiba mein bulwana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Aap ke dar ka houn mein bhikari aap hain mere data
  • Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata
  • Aap ke dar ka houn mein bhikari aap hain mere data
  • Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata
  • Aap to hain
  • Aap to hain aata hai jinko sabh ki laaj nibhana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya
  • Arsh e muala bana muhala deed ko rab ne bulaya
  • Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya
  • Arsh e muala bana muhala deed ko rab ne bulaya
  • Hash e talaq na
  • Hash e talaq na ho ga siga aisa aana jana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Saj gayi hai milad ki mehfil
  • Kiya hai khoob nazara
  • Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara
  • Saj gayi hai milad ki mehfil
  • Kiya hai khoob nazara
  • Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara
  • Dhoond rahi hai
  • Dhoond rahi hai
  • Aap ki rehmat bakhshish ka bahana
  • Ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana
  • Nisbat ka faizan hai dekho khadim e ghous e jali houn
  • Kerta hai mujh pe naaz zamana mein ousaf e ali houn
  • Nisbat ka faizan hai dekho khadim e ghous e jali houn
  • Kerta hai mujh pe naaz zamana mein ousaf e ali houn
  • App ki aal ke
  • App ki aal ke dar ka sad houn sa'il houn purana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Zahra paak kay sadqay hum ko taiba mein bulwana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
  • Ey hasnain ke nana ey hasnain ke nana
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
ʟᴇᴛꜱ ʜᴇᴀʀ ᴛʜɪꜱ ɴᴀᴀᴛ

130 7 1

2018-8-1 20:30 samsungSM-J320F

Carta hadiah

Jumlah: 0 7

Komen 7