Wajah Tum Ho

Hum jo har mausam pe marne lage

  • Hum jo har mausam pe marne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Hum jo sher-o-shayari karne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Bikhre bikhre se the hum pehle
  • Ab sawarne lage
  • Tumhari galiyon se rozana
  • Jo hum guzarne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Aise pehle na thhe
  • Jaise hain hum aaj kal
  • Aise pehle na thhe
  • Jaise hain hum aaj kal
  • Tumhare siva kisi aur se
  • Hain milte kam aaj kal
  • Tumhare siva kisi aur se
  • Hain milte kam aaj kal
  • Zara zara se hum badalne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Dhoondhun jab main tujhe
  • Tu mere ander hi mile
  • Dhoondhun jab main tujhe
  • Tu mere ander hi mile
  • Kahan pe tu ho shuru
  • Kahan main khatam pata na chale
  • Kahan pe tu ho shuru
  • Kahan main khatam pata na chale
  • Betahasha hum ishq karne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Bikhre bikhre se the hum pehle
  • Ab sawarne lage
  • Tumhari galiyon se rozana
  • Jo hum guzarne lage
  • Wajah tum ho wajah tum ho
  • Wajah tum ho wajah tum ho
00:00
-00:00
View song details
Mari dengarkan!

105 6 1

2020-7-24 21:12

Gifts

Total: 1 27

Comments 6