Aye Mere Humsafar

Ae mere humsafar ek zara intezaar

  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki
  • Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
  • Kaise naa jaayega ndhera kyoon naa thamega toofan
  • Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
  • Kaise naa jaayega andhera kyoon naa thamega toofan
  • Kaise naa milegi manzil pyaar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
  • Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
  • Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
  • Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
  • Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
  • Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
  • Ae mere humsafar ek zara intezaar
  • Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Let's hear it!

63 3 1

2020-7-25 16:08

Tangga lagu hadiah

Total: 0 37

Komentar 3