Bekhayali

Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye

  • Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
  • Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
  • Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
  • Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
  • Main jo tumhse door hoon
  • Kyun door main rahoon
  • Tera guroor hoon
  • Aa tu faasla mita
  • Tu khwaab sa mila
  • Kyun khwaab tod doon
  • Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
  • Kyun judai de gya tu ye sawal aaye
  • Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
  • Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye
  • Hai ye tadpan hai ye uljhan
  • Kaise jee loon bina tere
  • Meri ab sab se hai annban
  • Bante kyun ye Khuda mere
  • Ye jo log-baag hain
  • Jungle ki aag hain
  • Kyun aag mein jalun
  • Ye nakaam pyaar mein
  • Khush hain ye haar mein
  • Inn jaisa kyun banun
  • Raatein dengi bata
  • Neendo me teri hi baat hain
  • Bhoolun kaise tujhe
  • Tu toh khyalo me saath hai
  • Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
  • Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
  • Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
  • Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
  • Nazron ke aage har ek manzar
  • Ret ki tarah bikhar raha hai
  • Dard tumhara badan me mere
  • Zeher ki tarah utar raha hai
  • Nazron ke aage har ek manzar
  • Ret ki tarah bikhar raha hai
  • Dard tumhara badan me mere
  • Zeher ki tarah utar raha hai
  • Aa zamane aazmaale rooth ta nahi
  • Faaslon se hausla ye toot'ta nahi
  • Naa hai woh bewafa aur naa main hoon bewafaa
  • Woh meri aadaton ki tarah chhoot'ta nahi
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
bekhayali..first song

101 15 1

2020-7-22 15:14

Quà

Tổng: 0 17

Bình luận 15