Zara Zara

Zara zara behekta hain mehekta hain

  • Zara zara behekta hain mehekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Zara zara behekta hain mehekta hain
  • Aaj to mera tan badan main pyaasi
  • Hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Hai meri kasam tujhko sanam door kahin na jaa
  • Yeh doori kehti hain paas mere aaja re
  • Yuhi baras baras kaali ghata barse
  • Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
  • Meri khuyli khuli lato ko suljaaye
  • Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaayish mein
  • Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
  • Hum dono tanha ho na koi bhi rahe is ghar mein
  • Zara zara behekta hain mehekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Aaja re aa re
  • Tadpaye mujhe teri sabhi baatein
  • Ek baar ay deewani jhootha hi sahi pyaar to kar
  • Main bhooli nahin haseen mulakaatein
  • Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
  • Roothega na mujhse mere saathiyan yeh vaada kar
  • Tere bina mushkil hain jeena mera mere dil mein
  • Zara zara behekta hain mehekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Hai meri kasam tujhko sanam door kahin na jaa
  • Yeh doori kehti hain paas mere aaja re
  • Aaja re aaja re aaja re
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
Dengarkan duet yang terkoordinasi baik

20 1 1

3-21 13:03

Tangga lagu hadiah

Total: 0 2

Komentar 1