Chale Aana

Judaa hum ho gaye maana

  • Judaa hum ho gaye maana
  • Magar yeh jaan lo jaana
  • Judaa hum ho gaye maana
  • Magar yeh jaan lo jaana
  • Kabhi main yaad aaun toh
  • Chale aana chale aana
  • Tumhe main bhul jaaunga
  • Yeh baatein dil mein na laana
  • Kabhi main yaad aaun toh
  • Chale aana chale aana
  • Tha kaun mera ek tu hi tha
  • Saanson se zyada jo zaroori tha
  • Tere liye main kuch nahi lekin
  • Mere liye tu mera sab kuch tha
  • Nahi jaana bhula kar ke
  • Yeh baatein tum hi kehte the
  • Rahi khushiyan nahin meri
  • Ke tum bhi waqt jaise the
  • Tumhara tha rahega bhi
  • Kare kya dil hai deewana
  • Kabhi main yaad aaun toh
  • Chale aana chale aana
  • Maine tumhari baat maani hai
  • Maine manaya dil ko hai kaise
  • Abse raho tum khush jaha bhi ho
  • Mera tumhara tha bhi kya waise
  • Bhale doori rahe jitni
  • Nigahon se nigahon ki
  • Magar khwabon ki duniya mein
  • Milunga tumse rozana
  • Yahin tak tha safar apna
  • Tumhe hai laut kar jaana
  • Kabhi main yaad aaun toh
  • Chale aana chale aana
  • Na ra na ra
  • Hmmm
  • Hmmm ohoo ohoo
  • Ahhh
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Yuk duet bareng aku!

15 4 1

2021-3-3 21:36 红米5

Carta hadiah

Jumlah: 0 10

Komen 4