Yeh Raaten Yeh Mausam

Yeh raaten yeh mausam

  • Yeh raaten yeh mausam
  • Nadee ka kinara ye chanchal hawaa
  • Aa aa
  • Yeh raaten yeh mausam
  • Nadee ka kinara ye chanchal hawaa
  • Kahaa do dillon ne
  • Ki milkar kabhi hum na honge jooda
  • Yeh raatein yeh mausam
  • Nadee ka kinaara ye chanchal hawaa
  • Ye kya baat hai aaj ki chandani me
  • Ye kya baat hai aaj ki chandani me
  • Ke hum kho gaye pyar ki raagani me
  • Ye baahon mein baahen ye behki nigaahe
  • Lo aane lagaa zindagi ka mazaa
  • Ye raatein yeh mausam
  • Nadee ka kinara yeh chanchal hawaa
  • Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara
  • Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara
  • Kahaa ab toh saara jahaan hai tumhaara
  • Mohabbat jawaan ho khula aasmaan ho
  • Kare koyi dil arzu kya
  • Yeh raatein yeh mausam
  • Nadee ka kinara yeh chanchal hawaa
  • Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
  • Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
  • Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote
  • Tumhe dil diya hai yeh waada kiya hai
  • Sanam main tumhaari rahungi sadaa
  • Ye raatein yeh mausam
  • Nadee ka kinaara yeh chanchal hawa
  • Kahaa do dilon ne
  • Ke milkar kabhi hum na honge jooda
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Let's listen to our duet!

184 13 1

2020-2-20 13:54 vivo 1606

Quà

Tổng: 0 31

Bình luận 13