Baarish Ban Jaana

Meri kismaton ko mile hath tere

  • Meri kismaton ko mile hath tere
  • Phir se lakeerein dikhne lagi
  • Dekha tumhein toh aisa laga hai
  • Jaise yeh aankhein dhadakne lagi
  • Rahun umar bhar main teri tu mera
  • Jab main badal ban jaaun
  • Tum bhi baarish ban jana
  • Jo kam pad jaaye saansein
  • Tu mera dil ban jaana
  • Rim jhim sawan ki boondein
  • Tu har mausam barsana
  • Jo kam pad jaaye saansein
  • Tu mera dil ban jana
  • Mere labon se aaye kabhi bhi
  • Ho naam pehla tera meri zubaan pe
  • Chahe zamana munh mod le par
  • Har pal tu rehna mera
  • Bas yeh dua hai
  • Bana lungi main ab
  • Tujhe hi khuda
  • Jab main badal ban jaaun
  • Tum bhi baarish ban jaana
  • Jo kam pad jaaye saansein
  • Tu mera dil ban jana
  • Haan rim jhim sawan ki boondein
  • Tu har mausam barsana
  • Jo kam pad jaaye saansein
  • Tu mera dil ban jana
00:00
-00:00
View song details
Lengkapi Duetnya ya tman2 😃😃😘😘

52 22 1

2021-10-12 11:54 samsungSM-J415F

Gifts

Total: 11 60

Comments 22