Woh Kaghaz Ki Kashti

Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo

  • Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
  • Bhale chinlo mujse meri jawani
  • Magar mujko lauta do bachpan ka sawan
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
  • Bhale chinlo mujse meri jawani
  • Magar mujko lauta do bachpan ka sawan
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Mahule ki sabse purani nishani
  • Wo budhiya jise bacche kahete the nani
  • Wo nani ki bato main pariyo ka dera
  • Wo chahere ki juriyo me sadiyoka pahera
  • Bhulaye nahi bhul sakata hai koi
  • Wo chhoti si ratain wo lambi kahani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Kadi dhup me apne ghar se nikalna
  • Wo chidya wo bubul wo titali pakadana
  • Wo gudiya ki shadi me ladana zaghadna
  • Wo zulo se ghirana wo gir ke sambhlana
  • Wo pital ke challo ke pyaare se tohfe
  • Wo tuti hui chudiyon ki nishani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Kabhi ret ke oonche teelon pe jana
  • Gharonde banana bana ke mitana
  • Wo masoom chahat ki tasveer apni
  • Wo khwabon khilaunon ki jaageer apni
  • Na duniya ka gam tha na rishton ke bandhan
  • Badi khoobsurat thi wo zindagani
  • Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
  • Bhale chinlo mujse meri jawani
  • Magar mujko lauta do bachpan ka sawan
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
  • Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

30 6 1

5-27 08:18 OPPOCPH1937

Carta hadiah

Jumlah: 0 28

Komen 6