Pyar Kar

Chaand ne kucch kaha

  • Chaand ne kucch kaha
  • Raat ne kuchh suna
  • Chaand ne kucch kaha
  • Raat ne kuchh suna
  • Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
  • Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
  • Meri gali mere ghar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
  • Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Kya kahoon kya pata
  • Baat kya ho gayi
  • Dillagi ye mere
  • Saath kya ho gayi hai
  • Ek ishaara hai ye
  • Dil pukaara hai ye
  • Ek ishaara hai ye
  • Dil pukaara hai ye
  • Isse chura na nazar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
  • Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Hai kaun kya khabar
  • Koi to hai magar
  • Sapnon mein hai kahin
  • Aata nahin nazar
  • Main yahaan vo vahaan
  • Aa rahi phir yahaan
  • Main yahaan vo vahaan
  • Aa rahi phir yahaan
  • Aawaaz ksiki magar
  • Pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
  • Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Jispe hum mar mite usko pata bhi nahin
  • Jispe hum mar mite
  • Usko pata bhi nahin
  • Kya gila hum karein vo bewafa bhi nahin
  • Humne jo sun liya usne kaha bhi nahin
  • Kehde zara soch kar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
  • Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
  • Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
  • Meri gali mere ghar pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Pyaar kar
  • Pyaar kar
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
มาร้องเพลงคู่กันเถอะ!

171 5 1

2022-5-22 21:25 samsungSM-A035F

Quà

Tổng: 8 50

Bình luận 5