Mujhse Milti Hai Ek Ladki Rozana

Mujhse milti hai ek ladki rozana

  • Mujhse milti hai ek ladki rozana
  • Mujhse milti hai ek ladki rozana
  • Woh meri deewani
  • Main uska deewana
  • Mujhse milta hai ek ladka rozana
  • Mujhse milta hai ek ladka rozana
  • Main uski deewani
  • Woh mera deewana
  • Abhi mulakaton ki
  • Shuruaat huyi hai
  • Aankhon hi aankhon
  • Mein kuch baat huyi hai
  • Abhi mulakaton ki
  • Shuruaat huyi hai
  • Aankhon hi aankhon
  • Mein kuch baat huyi hai
  • Kab tak sharmayegi
  • Kab tak ghabrayegi
  • Ek din khulke
  • Mere saamne aayegi
  • Mujhe bata degi
  • Chaahat ka afsana
  • Mujhse milti hai
  • Ek ladki rozana
  • Mujhse milti hai
  • Ek ladki rozana
  • Woh meri deewani
  • Main uska deewana
  • Roj roj woh mujhse
  • Kuch kehne aata hai
  • Jaana kya soch ke
  • Kuch keh nahi paata hai
  • Roj roj woh mujhse
  • Kuch kehne aata hai
  • Jaana kya soch ke
  • Kuch keh nahi paata hai
  • Yeh pyaar ka jadoo
  • Hai uspe chal jaayega
  • Dheere dheere mujhko
  • Har baat batayega
  • Mujhe pata hai phir
  • Bhi banta hai anjaana
  • Mujhse milta hai ek ladka rozana
  • Mujhse milta hai ek ladka rozana
  • Main uski deewani
  • Woh mera deewana
  • Mujhse milti hai ek ladki rozana
  • Mujhse milta hai ek ladka rozana
  • Woh meri deewani
  • Woh mera deewana
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

47 2 1498

6-25 17:10 红米Note 5A

Gifts

Total: 0 6

Comment 2