Chand Sitare

Chaand sitaare phool aur khushboo

  • Chaand sitaare phool aur khushboo
  • Chaand sitaare phool aur khushboo
  • Yeh to saare puraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Arre kaali ghataayein barkha savan ho
  • Kaali ghataayein barkha savan
  • Yeh to sab afsaane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Andaaz hain uske naye naye
  • Hai naya naya deewanapan o
  • Andaaz hain uske naye naye
  • Hai naya naya deewanapan o
  • Pehna ke taj jawani ka
  • Hans ke laut gaya bachapan
  • Geet gazal sab kal ki baatein ho
  • Geet gazal sab kal ki baatein
  • Uske naye taraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Hai roop mein itna saadapan to
  • Kitna sundar hoga man ho
  • Hai roop mein itna saadapan to
  • Kitna sundar hoga man ho
  • Bin gehne aur singar bina
  • Woh to lagti hai dulhan
  • Kajal bindiya kangan jhumke o
  • Arre kajal bindiya kangan jhumke
  • Yeh to guzre zamaane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Chaand sitaare phool aur khushboo
  • Yeh to saare puraane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
  • Arre kaali ghataayein barkha savan ho
  • Yeh to sab afsaane hain
  • Taaza taaza kali khili hai
  • Hum uske deewane hain
00:00
-00:00
查看作品详情
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

66 4 1

2021-10-12 21:05 OPPOCPH1909

礼物榜

累计: 0 1

评论 4