Do Kadam

Jindgi hath mila

  • Jindgi hath mila
  • Sath chal sath me aa
  • Umar bhar sath rahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Koi suraj ki dagar
  • Koi sura ka dagar
  • Chand ke rah pe chale
  • Jaha thehre ye najar
  • Dhup dariyao me hai
  • Fir safar pao me hai
  • Dil ka aawara diya
  • Dusre gao me hai
  • Aao chale ham wahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Khwab dhalte hai jaha
  • Dil pighalte hai jaha
  • Aao chalte hai wahi
  • Woh zamin door nahi
  • Dosti hogi waha
  • Roshni hogi waha
  • Uss ujale ke liye
  • Jal chuke lakho diye
  • Ek ham aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Kiski aawaj hai sun
  • Ye naya saaj hai sun
  • Koun rehta hai sada
  • Chal ke dekhe jara
  • Rah viran sahi
  • Raat sunsan sahi
  • Har ghadi sath rahe
  • Kitne gam sath sahi
  • Thode gam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
  • Do kadam aur sahi
00:00
-00:00
View song details
Let's listen to my solo!

20 5 4215

7-6 11:53 HONORCMA-LX2

Gifts

Total: 1 21

Comments 5