Dil Hai Ke Manta Nahin

Dil hai ki maanta nahin

  • Dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Mushkil badi hai rasme mohabbat
  • Yeh jaanta hi nahin
  • O o o dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Yeh beqaraari kyon ho rahi hai
  • Yeh jaanta hi nahin
  • Ho ho ho dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ke maanta nahin
  • Dil to yeh chahe har pal tumhe hum
  • Bas yunhi dekha karein
  • Marke bhi hum na tumse juda ho
  • Aao kuch aisa karein
  • Mujh mein sama ja aa paas aa ja
  • Humdum mere humnashin
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Teri wafayein teri mohabbat
  • Sab kuch hai mere liye
  • Tune diya hai nazrana dil ka
  • Hum to hain tere liye
  • Yeh baat sach hai sab jaante hai
  • Tumko bhi hai yeh yakeen
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ki maanta nahin
  • Mushkil badi hai rasme mohabbat
  • Yeh jaanta hi nahin
  • O o o dil hai ki maanta nahin
  • Dil hai ki maanta nahin
00:00
-00:00
View song details
terbang kejap ke billywood jumpa amir khan .dan sampaikan sebuah lg.

52 5 1

2022-5-27 18:50 vivo 1812

Gifts

Total: 0 6

Comments 5

  • ahmadkhan 2022-5-28 13:02

    thanks miss laura dan juga bunganya.

  • secret 2022-6-3 14:38

    Saya harap saya dapat berjumpa anda satu hari nanti

  • Bablu 2022-6-5 19:22

    Kya bhaat hai 👍👍

  • ahmadkhan 2022-6-9 20:34

    tq miss secret...insyaallah

  • ahmadkhan 2022-6-9 20:34

    thanks dear original.