Jo Bhi Kasmein Khai Thi Humne

Jaage jaage rehte the

  • Jaage jaage rehte the
  • Khoye khoye rehte the
  • Karte the pyaar ki baatein
  • Kabhi tanhaayi mein kabhi purvaayi mein
  • Hoti thi roz mulaakaatein
  • Teri in baahon mein teri panahon mein
  • Maine har lamha guzaara
  • Tere is chehere ko chand sunhere ko
  • Maine to jigar mein utaara
  • Kitne tere karib tha
  • Main to tera naseeb tha
  • Hoton pe rehta tha har
  • Waqt bas naam tera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai'
  • Jo bhi kasmein khaayi thi humne
  • Vaada kiya tha jo milke
  • Tune hi jeevan mein
  • Laaya tha mere savera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Din ke ujalo mein khwaabon khayalon mein
  • Maine tujhe pal pal dekha
  • Meri zindagani tu meri kahani tu
  • Tu hai mere haathon ki rekha
  • Maine tujhe hai chaaha to apna banaya to
  • Tu ne mujhe dil mein basaya
  • Pyaar ke rango se behki umango se
  • Tune mera sapna sajaya
  • Tere labon ko chumke
  • Baahon mein teri jhoom ke
  • Maine basaya tha aankhon
  • Mein tera basera
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
  • Kya tumhe yaad hai
00:00
-00:00
Lihat butiran lagu
Come and listen my KTV show!

32 6 3418

6-9 12:00 iPhone 11 Pro Max

Carta hadiah

Jumlah: 0 7

Komen 6