Zara Zara

Hu mea hu mea

  • Hu mea hu mea
  • Tadpaye mujhe teri sabhi baatein
  • Ek baar tu ay deewani jhootha hi sahi pyaar to kar
  • Main bhooli nahin haseen mulakaatein
  • Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
  • Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
  • Hum dono tanha ho na koi bhi rahe is ghar mein
  • Zara zara mehekta hain behekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Zara zara mehekta hain behekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Yuhi baras baras kaali ghata barse
  • Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
  • Meri khuyli khuli lato ko suljaaye
  • Mea apni ungliyon se main
  • To hoon isi khwaayish mein
  • Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
  • Hum dono tanha ho na koi bhi rahe is ghar mein
  • Zara zara mehekta hain behekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Zara zara mehekta hain behekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
  • Baahon mein bhar le mujhko
  • Thora qareeb laa
  • Jab karta aankhein dand main
  • Dekhti ek apsara
  • Na jane kyun magar main
  • Dil se dil mila betha
  • Jab chora tune haath laga ka
  • Sab kuch gawa betha
  • Saaf saaf ye saaf tha
  • Tera har ek gila maaf tha
  • Tasveer dhundhi parchhayi mein teri
  • Nikla jo bhi woh bhi raakh tha
  • Kyun bechain pareshan hun
  • San kuch dekh ye hairan hun
  • Zara dekh palat ke pich tu
  • Main teri jaan mein chupi wo jaan hun
  • Kal tak jo tera hota tha
  • Ajj bhi wo tera hai
  • Na jane kitni baahon mein
  • Hota tera savera hai
  • Kismat se lad jaun
  • Ya maanun isko apni ghalti
  • Zara zara mehekta
  • Jism bhi to tera hai
  • Zara zara mehekta hain behekta hain
  • Aaj to mera tan badan
  • Main pyaasi hoon mujhe bhar le apni baahon mein
00:00
-00:00
查看作品詳情
Lama batul x menyanyi

680 50 1

2022-4-2 02:00 iPhone 7

禮物榜

累計: 0 134

評論 50