Humdard

Pal do pal ki hi

  • Pal do pal ki hi
  • Kyun hai zindagi
  • Iss pyar ko hai
  • Sadiyaan kaafi nahi
  • Toh khuda se maang
  • Lun mohalat main ek nayi
  • Rehna hai bas yahaan
  • Ab door tujhse jaana nahi
  • Jo tu mera humdard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Suhaana har dard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Teri muskurahatein
  • Hain taaqat meri
  • Mujhko inhi
  • Se ummeed mili
  • Chaahe kare koi
  • Sitam ye jahaan
  • Inme hi hai
  • Sadaa hifaazat meri
  • Zindagani badi
  • Khoobsurat hui
  • Jannat ab aur
  • Kya hogi kahin
  • Jo tu mera humdard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Suhaana har dard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Teri dhadkano
  • Se hai zindagi meri
  • Khwahishein teri
  • Ab duaaein meri
  • Kitna anokha
  • Bandhan hai ye
  • Teri meri jaan jo ek hui
  • Lotunga yahaan
  • Tere paas wahaan
  • Waada hai mera
  • Mar bhi jaaun kahin
  • Jo tu mera humdard hai
  • Jo tu mera humdard hai
  • Suhaana har dard hai
  • Jo tu mera humdard hai
00:00
-00:00
Xem chi tiết bài hát
Yuk dengarkan aku nyanyi solo!

104 4 4058

10-16 15:28 OPPORMX1805

Quà

Tổng: 0 2

Bình luận 4