Mohabbat Ho Gayee

Kehna hai jo dilse kaho

  • Kehna hai jo dilse kaho
  • Dilbar mere dil mein raho
  • Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
  • Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
  • Ab darrna bhi kya ho
  • Hoo
  • Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
  • Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
  • Ab karna bhi kya ho
  • Hoo
  • Duniya ki baaton ko ye pagla nahin maanta
  • Ye pyaar ho jaaye kab koi nahin jaanta
  • Barfeele mausam mein bhi shola bhadakne lage
  • Na jaane kaise kahan ye dil dhadakne lage
  • Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
  • Ab darrna bhi kya ho
  • Hoo
  • Deewangi ne teri majboor itna kiya
  • Socha na samjha sanam sab kuchh tujhe de diya
  • Saanson mein garmi teri dhadkan mein tera nasha
  • Teri bhi chaahat mein hai jaadu koi dilruba
  • Sharaarat ki nahin hai sharaarat ho gayi hai
  • Ab karna bhi kya ho
  • Hoo
  • Mohabbat ki nahin hai mohabbat ho gayi hai
  • Ab darrna bhi kya ho
  • Hoo
00:00
-00:00
ดูรายละเอียดเพลง
Yuk duet bareng aku!

33 4 1

2020-6-22 16:59 OPPO A5

ชาร์ตของขวัญ

รวม: 0 0

ความเห็น 4