Tere Bina

Rangon bina jaise ho aasmaan

  • Rangon bina jaise ho aasmaan
  • Khushboo bina jaise behti hawa
  • Jaise bina haya ke parda ho koi
  • Jaise bina duaa ke sajda koi
  • Tere bina main
  • Tere bina main
  • Ke tere bina main
  • O tere bina main
  • Aa tujhko chaahun main toot ke
  • Jaana kabhi naa rooth ke
  • Ho aa tujhko chaahun main toot ke
  • Jaana kabhi naa rooth ke
  • Jaise bina rooh ke jism ho koi
  • Jaise bina wafa ke ishq koi
  • Tere bina main
  • Tere bina main
  • Ke tere bina main
  • O tere bina main
  • Tujhe baandh ke main taaveez saa
  • Apna bana loon main khuda
  • Yehi minnatein yehi hai duaa
  • Ishq mukammal ho mera
  • O yehi minnatein hain meri
  • Aaye na judaai
  • Bezaar se jahaan jiunga nahi
  • Tere bina main
  • Tere bina main
  • Ke tere bina main
  • O tere bina main
  • Jaise bina haya ke parda ho koi
  • Jaise bina duaa ke sajda koi
00:00
-00:00
View song details
masih blum fokus cuma coba2 lagi😁😁🤭🤭🤪😂

52 7 1

2021-1-27 21:26 realmeRMX2180

Gifts

Total: 0 10

Comments 7