Bepanah Ishq

Tu saamne ho jahan bhi main jaaun

  • Tu saamne ho jahan bhi main jaaun
  • Saanso se loon naam zyada tera
  • Teri nigahon mein main muskuraun
  • Har dard tera ho aadha mera
  • Khwaab mumkin hua raat se din hua
  • Sirf tum aur hum hain ab yahan
  • Maine aasmaan pe likh diya
  • Tu hai meri main hoon bas tera
  • Ret se samandar ki tarah
  • Ab yeh ishq hoga bepanah
  • Maine aasmaan pe likh diya
  • Main teri hoon tu hai bas mera
  • Ho ret se samandar ki tarah
  • Ab yeh ishq hoga bepanah
  • Manzilein na jaane kitne
  • Raaston ke baad aayi hai
  • Bekhatam mulakatein sau
  • Faaslon ke baad aayi hai
  • Yeh hawayein jaane kitni
  • Mausamon ke baad aayi hai
  • Raahtein humare dil ko
  • Sau gamon ke baad aayi hai
  • Zindagi ke liye mangte the tujhe
  • Tu meri zindagi ban gaya
  • Maine aasmaan pe likh diya
  • Main teri hoon tu hai bas mera
  • Ho ret se samandar ki tarah
  • Ab yeh ishq hoga bepanah
  • Maine aasmaan pe likh diya
  • Tu hai meri main hoon bas tera
  • Ho ret se samandar ki tarah
  • Ab yeh ishq hoga bepanah
00:00
-00:00
Lihat rincian lagu
mungkin,tuhan selalu punya rencana di balik semuanya!! silahkan di join🙏🙏🙏 (selamat ulang tahun)

44 0 1

2023-9-1 23:28 Redmi 9

Tangga lagu hadiah

Total: 21 373

Komentar 0