Kya Hua Tera Vaada

Yaad hai mujhko tune kaha tha

  • Yaad hai mujhko tune kaha tha
  • Tumse nahi ruthenge kabhi
  • Yaad hai mujhko tune kaha tha
  • Tumse nahi ruthenge kabhi
  • Dil ki tarah se haath mile hain
  • Kaise bhala chootengey kabhi
  • Deri baahon mein beeti har shaam
  • Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • O kehne waaley mujhko farebi
  • Kaun farebi hai yeh bata
  • O kehne waaley mujhko farebi
  • Kaun farebi hai yeh bata
  • Woh jisne gham liya pyaar ke khaatir
  • Yah jisne pyaar ko bech diya
  • Nasha daulat ka aisa bhi kya
  • Ke tujhe kuch bhi yaad nahi
  • Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera waada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera waada woh kasam woh iraada
  • Kya hua tera waada woh kasam woh iraada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera waada
  • Bhoolega dil jis din tumhe
  • Woh din zindagi ka aakhri din hoga
  • Kya hua tera waada
00:00
-00:00
View song details
Yuk duet bareng aku!

43 1 1

2020-6-11 14:08 samsungSM-J111F

Gifts

Total: 0 1

Comments 1